10-Dec-2023

Shia Rafzi Hazrat Umar e Farooq رضي الله عنه par ek aitraaz karte h jiska Haqiqat se koi talluq nahi ye shia Qaum puri jhoot or dhoke par bani hain Ye Hazrat Umar e Farooq رضي الله عنه par ye Aitraaz karte hain ki unhone Maazallah Summa Maazallah Sayyeda E kainat Hazrat E Fatima Zehra رضي الله عنها ka ghar jalaya or unka Qatl kiya استغفراللہ ye in Galeez Qaum ka Aqeedah hai.

In jhoote logo ka Aqeedah Aaj inhi ki Ghar ki kitaab se expose karenge sabhi Hawale inke Ghar ki kitaab se diya jayega or inke jhoot ka parda fash kiya jayega Shia Rafzi ye kehte hain ki Sayeda e Kainat Hazrat Fatima رضي الله عنها hazrat Umar se naraz thi jabke inki kitaab me kuch aur likha hai.

Baqar Ali Majlisi Apni Kitab Haq Qul Yaqeen Jild Awwal Me Likhta Hain : Abu Bakr Ne Umar Ki Sifarish Ki To Fatima Unse Razi Hogai.

(Haq Qul Yaqeen /Jild -1 / Page- 202)

Shia rafzi ye kehte hain ki Hazrat Umar e Farooq رضي الله عنه ne Hazrate Fatima رضي الله عنها ka ghar jalaya or unhe Maar dala Maazallah استغفراللہ to inse ye sawal hain ki us waqt Maula Ali Mushkil khusha Fateh khaibar kaha the to ye kahenge Ghar par the to unhone Hazrat Fatima رضي الله عنها ko bachane aage kyu nahi aye . In Shia o ka jhoota Mazhab yha fass jata hain to phir yha ek or new kahaniya banane lag jate hain ki Rasoolullah ﷺ ne Maula Ali رضي الله عنه ko kaha tha ki meri Wafat ke baad talwar mat uthana isliye Hazrat Ali رضي الله عنه bachane nahi aye.

Shia o ka jhoot yahi pakda jata ek Taraf ye bolte Hain ki Maula Ali رضي الله عنه ne isliye Hazart Fatima رضي الله عنها ko nahi bachaya kyuki Rasoolullah ﷺ ne unhone talwar uthane se mana kar Diya tha lekin Inke Ghar ki kitaab e kya kehti hai. Dekhe

Maula Ali رضي الله عنه Farmate hain : Jab bhi me koi buri chiz dekhta hu to me Aag ko jalata hi or kambar ko bulata hu (yani use Aag me dal deta hu agar koi KUFRIYA chiz leke ata hain ).

Rija Al Kashi Jild 1 safa No: 288

Maula Ali رضي الله عنه to farma rahe ki wo jab bhi buri chiz dekhte h to use Aag me dal dete hain to unke samne itna bura ho rha tha to unhone Hazrat Umar ko roka kyu nahi unko aag me kyu nahi dala inka jhoot yahi pakda me aa gya abhi aur inka jhoot dekhate hain.

Shia Mulla Ahmed Tibarsi likhta hai : Hazrat Ali ne Ek din Hazrat Khalid bin Walid ko pakad liya or zameen me de mara Ali ne jis waqt Khalid bin Walid ko pakda or mara to us waqt log jama hogye or Umar ne kaha Rab be Kaba ki kasam ye Ali Khalid ko Qatl kar dega or logo ne phir minnat e karke Rasoolullah ﷺ ka waseela de kar maula Ali se minnat kiye phir Hazrat Ali ne Khalid bin Waleed ko chor Diya.

Al-Ihtijaj Jild 1 safa 242.

Inke Ghar ki kitaab e to ye keh Rahi hain ki Hazrat Ali رضي الله عنه ne talwar bhi uthayi ye sab shia rafzi ke Ghar ki kitaab e hain.

Baqar Majlisi likhta hai : Hazrat Ali ne ek mauke par Umar ko pakad liya aur unka Gireban pakda aur unko zameen me de Mara aur Umar ki nak Tod di aur Umar ki Gardan ko pakad ke Moda or Wo chahte the ki usko mar Dale lekin phir hazrat Umar ko Hazra Ali ne chor Diya.

Haq Qul Yakeen Safa 266.

HAZRAT Ali رضی ﷲ تعالی عنہ ne talwar pakdi aur talwar pakad ke hazrat Khalid bin Waleed ka sar Kalam karne hi Lage the to khalib bin Waleed ne maafi mangni shuru kar di or phir Khalid me Maafi mangi to phir hazrat Ali ne unhe chor Diya.

Haq Qul Yaken Safa 267

Ye sari Riwayat e sari Baate shia o ki kitaab me Maujood hain Agar maula Ali رضی ﷲ تعالی عنہ hazrat Khalid bin Waleed رضی ﷲ تعالی عنہ ko pakad skte hain hazrat Umar رضی ﷲ تعالی عنہ ko maar skte hai to Hazrat Fatima رضي الله عنها ko kyu nahi bachaya ? Maula Ali رضي الله عنه ne Hazrat Fatima رضي الله عنها ka badla kyu nahi liye Agar Maazallah Sayyeda par kuch is tarah ka hua to maula Ali ne unka Difa kyu nahi kiya Ye sab is baat ki Dallel hain Ki esa kuch waqya hua hi nahi ye sab Rafziyo ki taraf se ghadi hui kahani hain. Or ye rafzi ek jhoot ko chupane ke liye 100 jhoot bolte hain.

Ye sab Rafziyo ki kitaabe thi jisme Maazallah استغفراللہ Sahaba ka Apas me ladna jhagadna talwar uthana ye sab maujood tha jabki Ahle Sunnat Wal Jamaat ke andar sahi hadees maujood h ki Sahaba ikram Apas me bhout pyaar karte the.

Maula Ali رضي الله عنه Farmate hain ki Rasoolullah ﷺ ke wisal kr baad Hazrat Abu bakar Siddique رضي الله عنه huzoor ﷺ ke Khalifa Bane unhone huzoor ﷺ ke sunnat ke ke Mutabik Amal kiya or Hazrat Abu bakar Siddique ke baad Hazrat Umar رضي الله عنه Khalifa Bane or unhone Nabi E Kareem ﷺ ke seerat ke Mutabik or Hazrat Abu bakar Siddique رضي الله عنه ke seerat ke Mutabik Amal kiya .

Musnad e Ahmed jild 1 hadees no 1058

Ab shia Rafziyo ke jhoote dharam ko ek zeher ka pyala pilate hain unki Ghar ki kitaab se.

Maula Ali رضي الله عنه ne apni beti Umme Kulsum Ka Nikaah Hazrat Umar e Farooq رضي الله عنه ke sath kiya.

Tehzeeb ul Ahkam hadees no 10738.

Karbala se Imam Zain ul Abideen ke sath zanjiro me jakad kar ek aur Ahle Bait ke shahzade ko Shaam lejaya gaya! Jinka naam hai UMAR IBN IMAM HASAN رضي الله عنه Ap Imam Hasan رضي الله عنه ke bete, apki Umr sirf 11 saal thi! Yazid ne Aap se apne bete se kushti karne kaha to Aap ne farmaya "is tarah nahi! Hum dono ko ek - ek khanjar do phir mai usse ladta hu (taki use qatl kardu).

REF: SHIA BOOK MAQATIL UT TALIBIYIN PG 119, BIHAR UL ANWAR 45/143 SUNNI: TARIKH TABRI 3/339.

Maula Ali رضي الله عنه to apni shehzadi ka nikaah Hazrat Umar e Farooq رضي الله عنه se karwa rahe hain ye shia ke Ghar ki motebar kitaab me Maujood h Agar Maazallah Hazrat Umar Sayeda e Kainat ka ghar jalate to kya maula Ali unse apni beti ka nikaah karwate Apne beto ke naam hazrat Umar e Farooq ke naam par rakhte isse saaf ye sabit hota hain ki ye waqya jhoota hain ghada hua hain.

اصول حدیث

ختم نبوت ﷺ

جماعت ع اسلامی کی حقیقت

20رکعت تراویح پڑھنے کا ثبوت۔

کیا حضرت عمر رضی اللہ عنہ نے سیدہ پاک حضرت فاطمہ رضی اللہ عنھا کا گھر جلایا؟ جھوٹے واقعہ کی تحقیقات

وسیلے پر اعتراز کا جواب ۔

تعویذ پہنے کا سبوت

طاہر القادری کی گستاخی

عید غدیر کی حقیقت۔

وسیلہ لینا جائز ہے، دلائل قرآن یا حدیث سے۔