Aaj ke daur ka ek Sabse bada Fitna Tahir ul Padri ye apne app ko ahle sunnat Wal jamat ka btata hain lekin iska Aqeedah Ahle Sunnat wal Jamaat se Alag ho chuka hai. Is topic me iski kuch Gustaaqiya batayenge
Tahir ul padri apni kitaab Zibh E Azeem Urdu me Likhta hain : "shia sunni bhai-Bhai hain or inhe bhai ban ke islam ki sarbulandi ke liye jad o jahad karna chahiye" {Zibh e Azeem, page 124)
{Zibh e Azeem, page 124).
Maaz'allah wo Shia Rafzi jo Sahaba ikram ko gali dete hai. Jo ummat ki Maa hazrat e Ayesha Siddiqua رضي الله عنها ko gali dete hai din raat sahaba par bhokte hain ye tahir ul padri unko hamara bhai keh rha hai. Astagfirullah
Tahir ul padri likhta hain : " jab nabi e karim ko ye ikhtiyar nahi ke wo deen ke mamle me kisi par apni marzi musallat karyn to kisi mubalig ko ye haq kaha se hasil ho gaya ke wo dusro ke ikhtalaf e raay chin le" Reference book : (Firqa Parsti Ka Khatima Kiyunkar Mumkin Hey By Tahir Qadri Orignal, page-86)
Reference book : (Firqa Parsti Ka Khatima Kiyunkar Mumkin Hey By Tahir Qadri Orignal, page-86).
Tahir Ul padri Likhta hai : Sab Musalman Tauheed Risalat Wahi Aor Kutub Samawi Ke Nuzool, Aakhirat Ke Ineqad Malayika Ke Wajood Huzoor Ki Khatmiyat, Namaz, Roza, Zakat, Aor Haj Ki Farziyat Wagera Jaise Mutakadat Aor Aamal Par Yaksa Iman Rakhte Hai Aor Agar Kahi Koi Ikhtelafat Hai To Sirf Furui Had Tak Aor Woh Bhi Unki Ilmi Tafsilat Aor Kalai Shuruat Mutaiyan Karne Me Hai. (Firqa Parasti Ka Khatma Kyunkar Mumkin Hai? Page-59)
Yani tahir Ul Padri Sahab Pilpile Miya Keh Rahe hain Ki Ahle sunnat or Tamam 72 Firqo Ke Darmiyan Sirf Frui Masail Ka Ikhtelaf Hai Usoole Deen Ka Nahi معاذﷲ Jhuto Pe ALLAH Paak Ki Lanat (Suarai Al Imran : Aayat 61) Lanat Hai Tahir Ul Padri Pe ALLAH Ki, Aala Hazrat Ne Hussam Ul Harmain Me Jo Batil Friqo Ke Aqaid Zahir Kiye Aor Ulmai Harmain Se Kafir Ke Fatwe Ki Mohar Lagadi Woh Kya Tha Khuda Se Dar Padri or wahabhiyo ne jo Allah or uske Rasool ki Gustaaqi ki wo kya hain phir Shia khatmal o me jo sahaba ikram ki Gustaaqi karte hain wo kya h phir ?
Dr Tahirul Padri Suleh Kulliyo Ka Imam Pilpila Likhta Hai Ki : Khuda W Rasool Ne Kisi Bhi Firqe or Maslak Ke Naam Par Jannat Ka Parwana Jari Nahi Kya. (Firqa Parasti Ka Khatma Kyunkar Mumkin Hai? / Page-54)
To Sulah Kulliyo Ke Imam Se Yeh Swal Hai Ki Phir Aap Jannati Ho Iski Bhi Guarantee Nahi or Jo Ahle Sunnat wal Jamaat Ke Talluq Se Muslim Sharif Hadees 27 Me Jannati Sahaba Ki Jamat Ki Basharat Di Gayi Hai Uske Bare Me Kya Khyaal Hai Aapka?
Hazrat Anas bin Malik رضي الله عنه se Rivayat Hai Nabi E Karim ﷺ ne Farmaya Bani Israil 71 Hisso Me Bant Gayi aur Mera Ummat 72 Hisso Me Bantegi, Sab Jahannam Me Jaynge Siwaye Ek key, Jo Jamaat Hai” (Sunan Ibn Majah, Pg : 659, Kitab Ul Fitan, Baab : Ummat K bant Jaane Ka Bayan, Hadees : 3993) (Sunan Ibn Majah Hadees : 3992 Rivayat Hazrat Auf Ibn Malik رضي الله عنه)
Is hadees E Pak Se Maloom huwa kay jo Giroh haq pe hoga pe wo jamat hogi ab wo kaunsi jamaat hai iska khulasa aage ki hadees me aayega jaise
Imam Muslim رضي الله عنه ne Apni Sahih Muslim me hadees naql ki hai : Imam Muhammad Ibn Sirin رضي الله عنه Farmate Hai Pahle Zamane Me Koi Humse Hadees bayan karta to hum uski sanad naa puchte Phir jab fitna failaya to Logo ne kaha Apni Apni Sanad bayan karo Phir Dekha jayega agar rivayat karne Wale AHLE SUNNAT hai to unki rivayat kabool ki jayegi aur jo ahle biddati hai unki rivayat na kabool ki jaayegi" (Sahih Muslim, Kitabul Muqaddamah, Pg : 16, Hadees : 27)
Jalilul Qadr tabayn Imam Sirin رضي الله عنه ne yahan do hisse bayan kiye Ahle Sunnat Wa Jamaat aur ek ahle biddat yaani us daur me ahle biddat rawafiz Shia Khwarij Qadiriya wagairah they.
Nabi E karim ﷺ ne Musalmano ko Jamaat kay sath rehne ka hukm diya aur farmaya kay ye Ummat kabhi gumrahi par jama naa hogi yaani aaj dekhe to puri duniya me Sawad E Azam ahle sunnat wa Jamaat hai jo Miladi auliya Allah se aqeedat rakhne wale hai aur yehi log shuru se rahe hai phir kuch tabke aaye aur unhone in sabko biddati gumrah mushrik kahna shuru kiya jinki tadad Rupay me charana bhi nahi hai to bhala wo haq pe kaise honge aap kisi bhi wahabi deobandi shia se kahe kay pucho aapke baap dada par dada kaun hai wo kahega mai sunni tha yahin se saabit hogaya tum abhi aaye ho. Jo sawad e azam ahle sunnat wa jamat se juda rahega wohi hidayat pe hoga jo inse hatega wo gumraah hojayga. Ahle Sunnat Lafz ka intekhab isliye kiya gaya kay Hum Nabi E Karim ﷺ ki Sunnat par amal karte hai aur Jamat E Sahaba Ahle Bayt Auliya Mufasireen wagairah sabko mante hai.